Ek kahani, jismein prem bhi hai, tyaag bhi, dosti bhi aur dharm ke liye har mushkil ka saamna karne ka sahas bhi. 

Ayodhya se Lanka tak, Shri Ram ke jeevan ka woh safar jo aaj bhi har peedhi ke dil ko chhoo jaata hai. 

Jai Shri Ram&#33; 